Bichad kar mujh se kabhi too ne ye socha hai
Adhoora chand bhi kitna udaas lagta hai
Ye khatm wasal ka lamha hai, ye na samjh !
K is k baad wahi doreyun ka sehra hai
Kuch aur dair na jhadna udasiyun k shajar
Kese khabar tere saey main kon baetha hai
Use ganwa k main zinda rahon is trah mohsin
K jese teez hawa main chiragh jalta hai