mujh ku hai teri aarzuu
mujhy qurbatoon ka khumaar dy
mere ang ang may u utarr
k mujh may khud ko utaar dy
tu jo rag rag may hai bas gaya
tu hai duriyo ka jawazz kya?
meri zindagi mere paas aa
meri bekhudi ko qarar dy
hai nazar nazar ter justaju
tu meri wafa ki hai aabru
kbi u b ho ese rubaru
mujh jaan se he guzar dy
mujhy is tarha se tu yaaad a
teri yaaaad ka b gumaan na ho
tu mere khayal may u sama
mery harf harf nikhar dy